Mere Sarkaar-09
by
Rehan Kausar
-=(S.D)=-
BESHAK SADQA DENE WALE MARD AUR SADQA DENE WALI AURTEn AUR JO ALLAH KO KHUL0OS KE SAATH QARZ DE RAHE HAEn UNKE LIYE YE BADHAYA JAEGA.SURAH HADEED 18
-=(S.D)=-
MUHAMMAD sallallahu alahiwasllam ne farmaya sab se bada gunaah ye hai ke Aadmi (MAA,BAAP) ko bura bhala kahe. (MUSLIM) Hadees No.263
-=(S.D)=-
NABI(saw):
"Jo Shakhs Kisi Musalman Ko Kisi Musibat Se Nikalega Allaha Use Roze Qayamat Ki Kisi Musibat Se Nikal Dega"
{Sahi Bukhari}
-=(S.D)=-
NABI(saw) ne farmaya:
"Achchi aur mithi bat karna bhi 1 SADQA hai"
(yani 1 qism ki NEKI hai, jis se banda ajar ka mustahiq hota hai).
{Sahih Bukhari}
-=(S.D)=-
Agar mard apne ghar waalon par sawaab ki niyyat se kharch kare, to ye kharch karna us ke haq me Sadqa hoga.(BUKHARI) Hadees No.55
-=(S.D)=-
HADIS:
NABI(saw):
"Jo Shakhs Kisi Musalman Ko Kisi Musibat Se Nikalega Allaha Use Roze Qayamat Ki Kisi Musibat Se Nikal Dega"
{Sahi Bukhari}
-=(S.D)=-
Jo shaks wo ILM jo Razae-Ilahi ka zariya hai is liye haasil karega k is se dunya kamae wo jannat ki khusbu na payega
Tirmizy ABUDAUD
-=(S.D)=-
ALLAH ke Piyare NABI S.A.W ne farmaya Aajizi ikhtiyaar karo, ek doosre par zyaadati na karo.(MUSLIM) Hadees No.7210
-=(S.D)=-
HUZOOR S.A.W. NE FARMAYA:
APNE MAA BAAP KI KABHI NAA FARMAANI NA KARNA, CHAHE WOH TUM KO GHAR AUR MAAL WA JAIDAAD CHHODNE KA HUKM DEIN.
(MUSNAD-E-AHMAD : 2157
-=(S.D)=-
jis k yahan BETIYAN ya BEHNEIN hon aur woh unke saath Achchha suluk kare aur unke Huquq ada kare to uske liye jannat hai.(TIRMIZI) Hadees. 1916
-=(S.D)=-
Rasulullah{saw} se sawaal kiya gaya,
"Aamaal me se konsa
Amal afzal hai?"
Aap(saw) ne farmaya:
"NAMAAZ,
Awwal waqt me adaa karna"
{Abu Dawood 1/426}
-=(S.D)=-
NABI{saw} ne
farmaya:
"Ek Momin doosre Momin k liye Imaarat ki tarha hai k iska ek hissa doosre hisse ko
-QUWAT-
pahunchaata hai"
{S.Bukhari 1/481}
-=(S.D)=-
Rasol (s) ne farmaya :
Beshak !
May'yat ko
uske ghar waalo ke
Rone ki wajah se Azaab diya jata hai.
(Bukhari /1286)
-=(S.D)=-
Rasol (s) ne farmaya :
Jab tak
tum
kitab wo sunnat
par amal
karoge
kabhi gumrah
na hoge.
(sahi bukhari & muslim)
-=(S.D)=-
Rasol (s) ne farmaya:
Jisne
NAMAZ ki pabandi naki
uske Liye
NAMAZ na Noor hogi
na
uske iman ki dalil hogi
na
uski najat ka saman hogi
(BEHAQI)
-=(S.D)=-
Hadees.
NABI(S.A.W) NE FARMAYA:
HIDAAYAT PAANE KE BAAD K0I QAUM GUMRAAH NAHI H0TI JAB TAK JHAGDA-JHAMELA NAHI KARTI.
Bahawala>MUSLIM
-=(S.D)=-
RASOOLULLAH (S.A.W) NE FARMAAYA.
BESHAK ALLAH TA'ALA NARMI KARNE WAALE HAEn AUR NARMI KO PASAND KARTE HAEn.
bahawala>
ABU DAWOOD 4807
-=(S.D)=-
:- Jab banda jhoot bolta hai, to Farishta us ke Jhoot ki Badboo ki wajah se ek meel door chala jaata hai.(TIRMIZI) Hadees No.1972
-=(S.D)=-
Jokoi bhi
namaz padni bhul jaye
ya so jaye
ya kisi waja se
waqt na mile
tuuse chaheyeke
jab yaad aaye
ya waqt mile
tu foran
adakare
(Bukhari)
-=(S.D)=-
Rasool ne farmaya :
Jo
Allah se
shaheed ki maut
mangta hai,
Allah usko
shaheedo mein
buland darja dega
chahe woh
aam maut hi paye.
(Muslim)
-=(S.D)=-